Sadiyon pehale ek bade
lekhak aur kavi ne kaha tha,
Sara duniya ek rangmanch, hum sab us mein kalakar
Anek roop dharan har ek vyaqti, saat bhagon mein,
Nibhaya khub Bipin ne bahut hi badiya
Us kavi ke shabdon ko
Ek vyaqti nahin, Pandit ka to roop anek
Vignyapan ke duniya mein mashoor,
Jaana jaata hain ek afsar Ad Club Bombay ka,
Pasandgin uski bahut hi aur kahin,
Kabhi ek mimic behatar,
Toh kabhi gaayak surila
Kabhi shayar bemisaal,
Toh kabhi kalakar
Aur kya kaya kahen hum,
shabdon ki kami
Pyala pasand, zaam ka aashiq
Par hain saccha ishqiya surile geeton ka
Jo nazar aata hain uske mehfilon mein
Jab sangeet ka mazaa milta hain hamein
Ho jaate hain saare nashili
Aage kya hoga patan nahin,
Par vishwas hain ki hoga aur kaamiyab Bipin,
Rahega ek achha insaan, naa sirf ek pehchaan
Badhayiaan use hamare taraf
Unnati ho anginat zindagi mein use
Khushiyaan mile use apar apne ardhangini aur puttar ke saath
Ek kalaakar duniya ke rangmanch mein woh toh Pandit jaise??
Best wishes for the new year ??may it bring you and your
family lots of cheer and wellbeing.
Warm regards,
Nagesh.
Nagesh G Alai
Chief Financial Officer
Asia Pacific & Africa, Draftfcb
Nirmal, Nariman Point,
Mumbai 400 021
[email protected]
www.draftfcb.com